Maulana Rumi Stories In Urdu

Hazrat Maulana Jalal ud Din Muhammad Rumi R.A renowned as Maulana Raum R.A, has been one of the greatest Muslim Mystic. 'Malfuzat' is an Urdu language word which means discourses, spoken words. Read Ebooks of Maulana Jalaluddin Rumi on Rekhta Ebook Library. You can search ebooks by poets and ebooks by name in search Box.

  1. Maulana Rumi Stories In Urdu Dunya
  2. Maulana Rumi Quotes
  3. Maulana Rumi Book
  4. Maulana Jalaluddin Rumi
  5. Maulana Rumi Stories In Urdu Arabic
  6. Maulana Rumi Poems

Maulana Rumi Quotes in Urdu Jalaluddin Muhammed Balkhi Rumi was a great Sufi saint who lived in Konya, a small Turkish town in the thirteenth century. He was born in September 1207 in the city of Balkh, Afghanistan, which was then part of the great Persian Empire, which stretched from Turkey to Afghanistan.

Aug 18, 2020 - Explore Afroze Ahmed's board 'Rumi in Urdu', followed by 154 people on Pinterest. See more ideas about rumi quotes, sufi quotes, rumi. Maulana Jalal Ud-Din Rumi was the biggest scholar of Islam, and he wrote many books in the Persian language which later translated into many other languages of the world. And, this book also, the interpretation of the coveted book which is now available in the best Urdu website.

When he was young, his family left the city of Balkh to escape the Mongol attack. His family eventually settled in Konya after traveling thousands of miles. Rumi then was thirty years old and had learned many disciplines along with Persian, Arabic, and Turkish languages. Rumi’s father, Baha Vald, was a famous scholar, Sufi and writer. Rumi was identified as a great preacher and Islamic scholar who was knowledgeable in philosophy, logic and sacred rules.

Maulana Rumi Stories In Urdu

When he was forty years old, he met a great mystic Sufi Shams e Tabrez, which changed his whole life. Shams introduced Rumi to the amazing secrets of divine love.

Rumi’s two compositions became very famous, one was “Masnavi” and “Dewan a Shams Tabrez”. For the past two decades, the English translation of these works has sold more than Shakespeare and surprisingly Rumi has become the most liked poet in America today.

Urduquotes.net presents you the most beautiful Maulana Rumi Quotes in Urdu, that will expand your mind and give you the positive outlook on life, on love and on friendship by his beautiful wise words. These quotes are so inspiring that will lift your sipirit up and makes your soul relaxed.
If you like our content so enjoy and do share these Rumi Quotes in Urdu with others.

40 Maulana Rumi Quotes in Urdu List :

Translation

Allah tala zahir ke bajaiye batin ko
or kal ke bajaiye haal ko dekhta hai
Toote huwey dil se niklane wali faryad
soo sala ibadat se zada asar rakhti hai .

الله تعالی ظاہر کے بجائے باطن کو
اور کل کے بجائے حال کو دیکھتا ہے
ٹوٹے ہوئے دل سے نکلنے والی فریاد
سو سالہ عبادت سے زیادہ اثر رکھتی ہے

Ahmaq ki dosti or is ki mohabat se
Deen or Duniya dono hi ka khoon hota hai .

احمق کی دوستی اور اس کی محبت سے
دین اور دنیا دونوں ہی کا خون ہوتا ہے

Jahan bhi pani dekho wahan sabza hoga
Isi tarah jahan aansu hotey hain wahen rehmat hoti hai .

جہاں بھی پانی دیکھو وہاں سبزہ ہوگا
اسی طرح جہاں آنسو ہوتے ہیں وہیں رحمت ہوتی ہے

Maulana Rumi Quotes in Urdu

Jo ishq sirf rang o roop ki khatir hota hai wo ishq nahi fasq hai
Or is ka anjaam ruswai or sharmindagi ke siwa kuch nahi . Maulana Rumi Quotes in Urdu

جو عشق صرف رنگ و روپ کی خاطر ہوتا ہے وہ عشق نہیں فسق ہے
اور اس کا انجام رسوائی اور شرمندگی کے سوا کچھ نہیں

Jab tu marz main mubtela hota hai tu
apney gunahoon ki maafi mangta hai
Or ye is baat ka sabot hai ke teri bemari ne
tujhey gaflat se jaga kar bahoosh kardya.

جب تو مرض میں مبتلا ہوتا ہے
تو اپنے گناہوں کی معافی مانگتا ہے
اور یہ اس بات کا ثبوت ہے کہ تیری بیماری نے
تجھے غفلت سے جگا کر باہوش کردیا

Raat ko so jane ke bad qaidi apni qed se
Or badshah apni saltanat or dolat ke ehsaas se be khabar hojata hai .

رات کو سوجانے کے بعد قیدی اپنی قید سے
اور بادشاہ اپنی سلطنت اور دولت کے احساس سے بے خبر ہوجاتا ہے

Dosti hi se mohabat o adawat peda hoti hai
Jise ghiza hi se sehat o marz lahaq hota hai .

دوستی ہی سے محبت و عداوت پیدا ہوتی ہے
جیسے غذا ہی سے صحت و مرض لاحق ہوتا ہے

Deep & Wise Quotes in Urdu

Allah waloon ki batain sakoon qalb ataa karti hain
Or ehal zahir ki batain dil main inteshar or be eitemani peda karti hain . Deep & Wise Quotes in Urdu

الله والوں کی باتیں سکون قلب عطا کرتی ہیں
اور اہل ظاہر کی باتیں دل میں
اور بے اطمینانی پیدا کرتی ہیں

Read Also : 45 Famous Sheikh Saadi Quotes

Jis main adab nahi
Is main sab buraiyan hi buraiyan hain .

جس میں ادب نہیں
اس میں سب برائیاں ہی برائیاں ہیں

Jo shakhs rohaniyat main jitna buland hota hai
Itna hi wo maal ki mohabat or iqtedar ki chahat se door hota hai.

جو شخص روحانیت میں جتنا بلند ہوتا ہے
اتنا ہی وہ مال کی محبت اور اقتدار کی چاہت سے دور ہوتا ہے

Jis shakhs ke apney amaal hewanon jese hoon
Wo shareef ulnafs insanon ke barey main bhi badgumani se kaam leta hai .

جس شخص کے اپنے اعمال حیوانوں جیسے ہوں
وہ شریف النفس انسانوں کے بارے میں بھی بد گمانی سے کام لیتا ہے

Maulana Rumi Quotes in Urdu

Is duniya ki missal ek pahar ki si hai or hamare amaal ki missal
Is main goonjne wali awaz ki si hai jo plat kar hamare pas ajati hai . Maulana Rumi Quotes in Urdu

اس دنیا کی مثال ایک پہاڑ کی سی ہے اور ہمارے اعمال کی مثال
اس میں گونجنے والی آواز کی سی ہے جو پلٹ کر ہمارے پاس آجاتی ہے

Alim ka kamal ye hai keh
Wo apney jehal se waqif ho

عالم کا کمال یہ ہے کہ
وہ اپنے جہل سے واقف ہو

Molana jalal uldin se ksi ne poucha duniya kya hai?
Farmaya har wo cheez duniya hai jo tumhain Allah se ghafil kardey .

مولانا جلال الدین سے کسی نے پوچھا! دنیا کیا ہے؟
فرمایا: ہر وہ چیز دنیا ہے جو تمہیں الله سے غافل کردے

Jab duniya waley tumhain ghutne teekne par majboor karden
To yehi behtareen waqt hai sajde ka .

Maulana rumi book
جب دنیا والے تمہیں گھٹنے ٹیکنے پر مجبور کردیں
تو یہی بہترین وقت ہے سجدے کا!

Deep & Wise Quotes in Urdu

Insan ke ghusey ki wajah
Is ka ghuroor hai . Deep & Wise Quotes in Urdu

انسان کے غصے کی وجہ
اسکا غرور ہے

Maan baap ke sath tumhara sulook aesi kahani hai
Jo likte tum ho lekin tumhari aulad tumhain parh kar sunati hai .

ماں باپ کے ساتھ تمہارا سلوک ایسی کہانی ہے
جو لکھتے تم ہو لیکن تمہاری اولاد تمہیں پڑھ کر سناتی ہے

Maulana romi ne kya khoob farmaya :
Jin bathoon par jhagra karke log mano miti taley ja sote hain
Inhi batoon par hlki si miti dal kar duniya main pur sukoon zindagi guzari jaskti hai.

مولانا رومی نے کیا خوب فرمایا:
جن باتوں پر جھگڑا کرکے لوگ منوں مٹی تلے جا سوتے ہیں
انہی باتوں پر ہلکی سی مٹی ڈال کر دنیا میں پر سکون زندگی گزاری جاسکتی ہے
Maulana Rumi Stories In Urdu

Judai ka ek lamha bhi ashiq ke nazdeek
Ek saal ke barabar hota hai.

جدائی کا ایک لمحہ بھی عاشق کے نزدیک
ایک سال کے برابر ہوتا ہے

Aye logon! Bohat se shetan khaslat sufiyun
ki shakal main mojud hain
Is lye bait main hargiz jaldi na karo.

اے لوگوں! بہت سے شیطان خصلت صوفیوں
کی شکل میں موجود ہیں
اس لیے بیت میں ہرگز جلدی نہ کرو

Maulana Rumi Quotes in Urdu

Jo aqal saleem rakhta hai wo khuloot ikhteyar karta hai
Kyu keh tanhai main qalb ki safai hoti hai . Tags Used: Maulana Rumi Quotes in Urdu , Hikayat-e- Rumi , Deep & Wsie Quotes in Urdu

جو عقل سلیم رکھتا ہے وہ خلوت اختیار کرتا ہے
کیونکہ تنہائی میں قلب کی صفائی ہوتی ہے

Adal kya hai darakhtoon ko pani dena
Zulm kya hai kantoon ki parwarish karna .

عدل کیا ہے درختوں کو پانی دینا
ظلم کیا ہے کانٹوں کی پرورش کرنا

Jis shakhs ka mizaj fasiq or tarbiyat bemar hoti hai
Wo ksi ki tandurasti pasand nahi karta.

جس شخص کا مزاج فاسق اور تربیت بیمار ہوتی ہے
وہ کسی کی تندرستی پسند نہیں کرتا

Summarizing Words:-

Maulana Rumi Quotes in Urdu Hope you like these beautiful famous saint Quotes if you like our effort so keep supporting Urduquotes.net and keep sharing these beautiful Maulana Rumi Quotes in all Social Media platform and also give your feedback . Thanks !

Maulana Rumi Quotes, Jalal ad-Din Muhammad Rumi also known as Maulana Rumi a Persian poet, jurist, Islamic scholar, theologian and Sufi mystic, born almost 8 centuries ago in 1207. Rumi is the most popular poet in the United States and globally he has millions of fans. The life changing moments in Rumi’s life came in 1244, when he met a wandering mystic a Muslim preacher known as Shams of Tabriz. At that time Rumi was 37, a traditional Muslim preacher and scholar, as his father and grandfather had been. A very strong relation established between two of them and very famous around the place, they were living. Rumi became a mystic.

After living three years together Shams disappeared. Some guess murdered by a jealous son of Rumi, or some say possibly to teach Rumi an important lesson in separation. After this, Rumi started writing poetry. Most of the poetry we have comes from age 37 to 67. He wrote 3,000 poetry lines to Shams Tabriz, the prophet Muhammad (S.A.W) and ALLAH. He wrote 2,000 rubayat, four-line quatrains and much more. Here are some of his quotes in Urdu.

Agar mera ilam mujhy logo se muhabbat karna nahi sikhata to aik jahil mujh se hazar guna behtar hai.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Har wo chez zahr hai jo zarurat se ziada ho. Jesy wealth, power, thrust, greediness, love and hatred etc. Tags used: Maulana Rumi Quotes, Deep & Wise Urdu Quotes.

Khamoshi smundar hai aur guftgu nehar ki tarah hai. Tujhy samundar tlash kar raha hai. Tu nehar ki talash mat kar.

Jao pehlay khud ko dhondo ta k tum mujhy bhi paa sako. Insaan ko pehly khud k bary mein sochna chahye k wo kesa or ku peda ho gia iski waja kia hai. Phir hi wo ALLAH ko dhond sakta hai.

Apnay dil ko uss waqat tak torty raho jab tak yeh khul na jay. Jo bhi dil mein sawal peda ho kisi bhi lihaz sy uska jawab talash karo pori dunia mein usko dhondo. Aur aik din tumhein jawab mil jay ga.

Akal ko khwahish par fazelat hasil hai. Kuu keh akal zamany ko tumhary hathon mein dy deti hai. Jab keh Khwahishein tumhein zamany ka ghulam bana deti hein.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Insaan apny andar chupi hoi nafsani khwahish ki waja sy buray logoon sy magloob ho jata hai. Bura insaan hi buri se dabata hai. Naek insaan kabhi bhi batil ka samny nahi jhukta. Maulana Rumi Quotes in Urdu.

Teri dadhi tery baad peda hoi aur safeed ho gai. Aur tu wesa ka wesa abhi tak kala hai. Waqat guzarny k sath insaan k sochy ki slahiat badh jati hai. Aur wo apnay ALLAH ki taraf anyy lagta hai. Lekin Aksar logo par iss chez ka koi asar nahi hota.

Ruuh k begair jisam kis qadar zaleel chez hai keh usko matti mein dafan kar dia jata hai. Jism ki wasat 2 gaz sy ziada nahi hai. Lekin ruuh ki pohunch asmaan tak hai.

ALLAH sy muhabbat karny mein mlamat ki parwah na karo.

Har chez har kisi k liye anmool nahi hoti. Agar kisi k liye koi chez soony se ziada kemti hai to kisi aur k liye wo matti jitni bhi kadar nahi rakhti.

Maulana Rumi Stories In Urdu Dunya

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Kal mein ak na smajah insaan tha aur sochta tha k mein sari dunia ko badal daloon ga. Lekin aj mein akalmand bodha hun aur sochta hun k agr mien khud ko hi badal daloon to badi baat ho gi. Tags used: Maulana Rumi Quotes, Deep & Wise Urdu Quotes.

Zakham wo jaga hai jaha se roshni apky andar dakhil hoti hai. Gham insan ko ALLAH tak pohnchany mein madad karty hien. Jab insaan takleef mein hota hai to apny ALLAh ko yad karta hai.

Kanat se koi shahkhas bhoka nahi mar jata. Aur hasad se koi badshah nahi ban jata. Bilkul aesy hi hasad is dunia ka sab se nakhush insaan hai. Hasid khud k dil ko jalany k ilawa kuch nahi kar sakta.

Translation & Overview in Urdu:-

Jab insaan ki ankho se aansu behtay hein to uss par ALLAH ki rehmat barasti hai.

Sachai k boht se rastay hein lekin jo mien ne chuna wo muhabbat ka hai. ALLAH tak pohnchany k boht se rastay hein lekin jo mein ne chuna wo muhabbat ka hai.

Sirf pesa hi rizak nahi hota. Achi sehat, chehra, akal, owlad aur ilam bhi rizk hai. Jab k behtareen dost bhi rizk mein shamil hai.

Maulana Rumi Quotes in Urdu:-

Jab mein ALLAH k sath hota hoon to har chez ibadat karti dikhai deti hai. Tags used: Maulana Rumi Quotes in Urdu.

Agar tumhary pas YAR nahi to talab ku nahi karty?????. Aur agar mil gaya hai to khushi o shadmani ku nahi karty???????.

Maulana Rumi Quotes

Yad rakho mukaddas aur pak makam mein dakhil hony ka rasta apky andar hai.

Agar aap ne ishaq nahi kia to khud ko zinda mat samjhye ku k kayamat k din iss zindagi ko shumar nahi kia jay ga.

Iss dunia mein koi khazana sanp k begair, koi phool kanty k begair aur koi khushi gham k begair nahi.

Maulana Rumi Book

Apni awaz ki bajay apny dalail ko buland karein ku keh phool badil garjny se nahi balky barasny se ugtay hien. Tags used: Maulana Rumi Quotes in Urdu.

Maulana Jalaluddin Rumi

Agar tum azmat ki bulandion ko chona chahty ho to apny dil mein nafrat ki bajay muhabbat peda kro logo k liye.

Maulana Rumi Stories In Urdu Arabic

Maulana Rumi Stories In Urdu

Maulana Rumi Poems

Jo dukh aur takleef tum mehsoos karty ho wo pegamat hein unko ghoor se suno.

Comments are closed.